Saturday 29 June 2013

technology for islam

                                                         technology for islam                                                                                                      technology toch our livies today all world use laptops,mobile,tab,iphone,camera's,e.t.c...young generation used these technologies for song s,movies and for search their collage notes how beter this is if we use these technologies for islam send msg of allah and his beloved prophets and captured picure of beautiful islamci places like kabba and madina we use laptops and tabs for reading quran and hadees.........we search on internet not for pornography but for hadees nabvi s.a.w and saying's of allah.

                                  



















Wednesday 26 June 2013

Celebrating non muslims festival's

now a days we are celebrating such festivals  which are not in our religion like mothers day,father day,valentine's day,new year's eve, chrisstmass and other like while celebrating these festivals we thing our self's cool but we forgets we are totally fools becase we forgets the sayings of our Allah pak and our Beloved Prophets Mohammad s.a.w.




















The saying of ALLAH:
Allah has indicated to us the hostility of the infidels in many verses, including: "Verily, the disbelievers are ever unto you open enemies" [4: 101]. Allah (s.w.t.) also called them the party of Satan and Satan's allies, etc
 
The saying of Prophets Mohammed S.A.W:
The Prophet (SallAllah-u-Alaihi-wa-Sallam) said: 'You will follow the ways of those nations who were before you, span by span and cubit by cubit (i.e., inch by inch) so much so that even if they entered a hole of a zab (a kind of lizard) you would follow them.' We said, 'O Allah's Apostle! (Do you mean) the Jews and the Christians?' He said, 'Whom else?'
(Sahih Bukhari Kitaab-ul-ietisaam Part: 3 Page: 937)


The Tradition contains numerous Hadiths including; Anas (RadiAllahu Tala Anho) said: Rasulullah (SallAllah-u-Alaihi-wa-Sallam) arrived to Al-Madinah when its citizens had two days as festivities (The Arabs had two days of festivities in pre-Islamic time). The prophet (SallAllah-u-Alaihi-wa-Sallam) said: "What are those two days?" ! They said: "We used to celebrate them in pre-Islamic time." He said: "Allah has offered you two better alternative days, Day of Al-Adha and Day of Fitr".
[Abu Dawood, Ahmad, Nasai, Sanad: Sahih].
 
mujhay pura yakken hai kay hum sab gair muslamano ka mazhab ki cheezon ko na apnaye PLZ TAKE IT SERIOUSLY.........


Tuesday 25 June 2013

hadees e nabvi s.a.w

                                                nijhad ki surat                                                                                                   hazrat uqba r.a say rawayat hai farmatay hain kay mein nay arz kiya "ah nabi s.a.w nijhad ki kya suart hai"app s.a.w nay farmaya "apni zuban qabo mein rakhoo,apnay ghar mein raho,aur apni ghaltion par rotay raho"..........(jamiha tarmizi shareef:baab majha fi hafiz alsaan)
                                   apnay mutaliq kher ki dua manga karo
hazrat umm salma r.a. say rawayyat hai kay nabi kareem s.a.w hazrat abu salma r.a. ki miyaat per tashreef laye,un ki ankhain kholi rahen gayi thi.nabi kareem s.a.w nay unhay band kiya aur farmaya "jab roh kabazz hojati hai tu ankhain iss ka takaab karti hain.""isi duran ghar kay kuch log ronay chikhanay kagey.......nabi kareeem s.a.w nay farmaya ..."apnay mutaliq kher ki dua manga karo,kyounkay  firistay tumahri dua per ameen khetay hain."phir farmaya .."ah allah!abu salma ki bakshish farma,hadyat yafta logon mein  iss ka darja buland farma pichay rah janay waloon mein iss kay janisheen paida farma,aur ah tamam jahoon ko ko palnay waley humari aur iss ki bakshish farma ...ah allah!iss ki qabar ko kaishada farma aur isay iss kay liye munawaar farma.....(masnad ahmed bin khanbal)
                                                musibat zada ko tasalli dena
hazrat abdullah bin masoood r.a say rawayat hai farmaytay hain kay rasool s.aw nay irshaad farmaya :"jo shakas musibat zada ko tasali dey  iss kay iss ki manad suwab hai (yani musibat aur parshani jisss shakas ko punchi hai iss ko iss musibat aur parshani par jo suwab milay ga ,tasali denay waley ko bhi milay ga)............(mashqwta shareef baab albakaar ali almiyaat)
                                            Allah ki rahmat aur salam hasil karien
hazrat abu tallah r.a say rawayaat hai kay ek din rasool s.a.w tashreef laye aur app s.a.w kay cheray mubarik per khusi maloom hoti thi.......pass app s.a.w nay irshaad farmaya kay meray pass jibaraeil a.s aye aur kaha kay app ka parwadigaar farmata ha kay  ah mohammmad s.a.w kiya app iss baat per razi nahi kay app s.a.w ki umaat mein say koi app s.a.w par darood bhejay tu mein iss per dus  martaba rahmat bhejoon aur jo koi appp s.aw ki umaat mein say app par salam bhejay mein iss par dus martaba salam bhejata hoon...........(mashookta shareef:baab alsaalwaat ala alnabi s.a.w)

Sunday 23 June 2013

gusay ko door karnay kay liye duya manga karo

                                              hazrat umm salmma r.a
say rawaayat hai kay nabi kareem s.a.w aksaar yeh duya farmaya kartien the "ai dilo ko phernay wale allah!meray dill ko apnay dein par sabit qadmi ataa farma.."mein nay araz kiya hai allah kay rassool !kya dilo ko bhi phera jata hai?"nabi kareem s.a.w nay farmay haan allah tallah nay jiss insaan ko bhi peda farmaya hai iss ka dill  allah ki do angaliiyaon kay darmiyyan hota hai
phi agar iss ki minshiat hoti hai tu wo isay sidha rakhta hai aur agar iss ki minshait  hoti hai tu wo isay terah kardeta hai iss liye hum allah say duya kar tein hain kay  ai allah hamay hadayat atta farmay kay baad humray dilo ko terah na ki jiye ga aur hum iss say duya kartien hain humay  apni janab  say rahmat atta farma.....beshak wo rahmat atta farmaanay wala hai.........."mein nay araz kiya ...rasool allah s.a.w kaya app mujhay koi aisi duya nahi skihayien gayy jo mein apnay liye manag liya karo?"nabi kareem s.a.w nay farmaya kyo nahi tum yuu kha karo kay ah allah ah nabi mohammad s.a.w kay rab!meray gunahoon ko maaf farma ,meray dill kay gusay ko daur farma aur jab tak zindigi atta farmiye hai har gumrah kun fitnay say hifazzat farma"....(masand ahmed bin khanball)

shab barat ki raat

یہ مہینہ نہیات مبارک ہے باز مفسرریں فرماتے ہیں کے کے لیلیٰ تل مبرک سے مرد شب برات ہے اور بڑی فضللیت اسس کی یہ ہے کے پرودگار نے اسس رات کو مبارک فرمایا ہے  حدیث میں ےیہ ہے کے شب برات کی بزرگی کرو یہ رات الله پاک کے نزدیک بری بزرگ ہے اور اسس رات کی ایک بزرگی یہ ہے کے سب کام تکسیم ہوتے ہیں اسس سے یہ مرد ہے کے سرے برس آیندہ کی ہر شکسس کی موت وو روزی وگرا نیک  اور بعد کام جو ہونے والرے ہیں لکھ کر ملکہ کو ان کی چٹھی ملل جاتی ہے برات کے معائنے چٹھی کے ہیں جو کسی کام کے لئے کسی کو دیتے ہیں.اسس لئے اسس کا نام شب برات ھویا اور اسس رات میں جہاں تک ہو نیک کام کرے قرآن شریف اور استگفار اور درود  اور نوافل وگرا پڑتے پڑتے تعام کریں اور بعد اور بدعات شفینا سے باز رہے   اسسس رات کے نوافل کا بیییاں کرتا ہوں مقصود لقدمین میں ہے کے جو کوئی  بعد مگرب کے شب برات کو ٢٠ بیس رکتیں  پرہے اور ہر راکٹ اور ہر رکعت میں بعد صورت ے فاتحہ کے دس ١٠ بار صورت  ے  اخلاص  پرہے اللہ تللہ اس کے نامہ عمل ١٠ ہزار نکیاں لکھ تا ہے افان کتاب کناز البباد میں لکھا ہے جو کوئی داہن   میں   سلیے  سرمہ  اور بائے انکھا  میں دو سلئیے  سرمے  کی لگوای تعام سال آنکھ  درد نہ کرے اور عبادات پر سستی نہ کریں اور نظر تیز ہو جائے گی 

Monday 17 June 2013

noor e nubuwaat s.a.w

                                punch chezaay ganimat janiya

hazrat abdullah bin abaas say rawayyat hai rassol s.a w nay ek shakass ko nashiat kartay hoya farmaya........panch chezoon ko panch chezoo say phelay ganimat jano,jawani ko burhapay say phelay,sahaat ko maraz say phelay,dulat ko muhtajjee say phelay,fursaat ko masgoliat say phelay aur zindigi ko mout say phelay(hakim/allmustdarik).........

                                    fariazz ki ahmiatt

hazrat abu zar say rawayat hai kay ek badu rasool s.aw pass aya aur araz kiya .......................
ah allah ka rasool s.a.w mujhay koi aisa amal bata di jea jisay karnay nay say mein jannat mein dakihill hojayon,app s.a w nay farmaya,allah tallah ki ebadat karo ur uss kay sath kisi ko sahreek na thraoo aur numaz qaim karo aur zukat ada karo aur ramzan kay rozaay rakhoo  ...us nay kaha ,iss zat ki qasam ,jiss kay qabzay mein meri jaan hai,mein inn chezzzon mein say mein na kuch zada karoon gaa aur na hi in mein koi kami karoon ga.jaab wo chala gaya tu rasoll s.a.w nay farmaya ...jisay iss baat ki khusi ho wo kay wo kisi jananti ko dekh lay tu wo iss shakash ko dekh lay(bukhari wi muslim)..........

                            kisi neki ko mamoli na samjihay

hazrat abu zar say rawayat hai kay rasool s.a.w nay mujh say farmaya:neki ki kis cheez ko mamoli wo haqeer na samjho,(chahay wo neki itni hi ho kay) tum apnay bhai say khanda pashani say miloo(sahi muslim)............

                               Allah ki raza ki nishani

hazrat zaid al khair say rawayaat hai,wo khetay hain kay mein nay araz kiya ah allah kay rasool s.a.w allah tallah jisay chata hai aur jisay nahi chata us ki kaya ilamat hai!app s.a.w nay farmaya :zaid tumhara kaya haal hai!mein bhalyi aur bhaliye karnay waloon ko passand karta hoon aur agar mujh say ho sakay bhaliye ki taraf lipakta aur agar bhaliye naa kar sakoon tu mujhay ranj hota hai aur bhaliy ka shook dil mein hota hai.app s.a.w nay farmaya:allah jisay chata hai,yehi iss ki ilamat hai.agar wo tumharay liye iss kay ilawa kuch aur chata tu iss kay liy tumhari rahein humwaar kar deta.

noor e nubuwat

                                 akhrat ki manzil

hazrat abu zar say rawayat hai hai kay rasools.s.a.w nay mujhay charr baton ki nashiat farmayi jo mujhay iss dunya aur iss ki tamam chezo say zada aziz aur mahboob hai..........app s.a.w nay mujh say farmaya:kay abu zar kashti ko mazboot kar lo,kyounkay samondar(sea) (jiss mein safar karna hai )ghara hai aur zaad e sumundar(sea) zada tyar kar lo,kyiun kay safar lamba hai aur apni prth halki kar lo(yani zada bhouj na rahay)kyoun kay ghati dushwar guzar hai aur thaka denay wali hai aur amal e iklass paida karo kyoun kay iss ki janach partaal karnay wala bareek bean hai(maqadsiii).....................

                               muot say ubrat hasil karo                

hazrat abu zar say rawayat hai kay hazrat mohammed s.a.w nay unhay nashiat farmatay hoya irsahhad farmaya :qabroon ki ziarat kiya karo,iss say tumhay akhrat yaad ayii gi,murdon ko nahlaya karo,kyounkay waraan jism ko haath lagana nihayat musar nashiat ka zariya hai..........janzoon ki numaaz parha karo,shahid iss say tumharay andergham wo hazann paida hoo,kyounkay kay gham zada shakss allah tallah kay saye mein har bhaliye say bhera andooz hota hai(mastadrakk hakim)..............

Friday 14 June 2013

bhetrren malomat(jahanom)


                                                 Duzkh kay  tabaakat   

jiss tarah janat kay darjaat hotey hain issi tarah duzkh kay tabkaat bhi hain.jinn mein kam yaa zada azzab hai ur inn mein har kum kay gunhaoon kay mutabik unhayy aleda aleda dakhil kiya jaye gaa duzkihoon kay liye inn tabkaat mein tarah tarah kay azhab hon gay........baz afrad amm tur per duzakh aur jahnam ko hum minay alfaaz samjha tay hain ,magar jahanam darsall duzkh kay hi satth tabakat mein say ek tabaka hai .........duzkh kay saayh tabakat kay naam aur us kay makino ki tafeel mahdseen nay iss tarah bayan ki hai ..........
(1)..........jahanam.............(yahan  guna ghar mauslam jab tak allah chain gay apnne gunhano kay mufaiq azab payien gay)
(2)...........lazi............(iss tabkay mein nasari ko azab diya jaye ga)
(3)...........hutammah.............(iss tabkay mein yahood ko azab diya jayee ga)
(4)...........saheyeer..........(yahan "sabi" yani sitara parst apney kartoton ki saza bhugatien gay)
(5)...........saqar.............(yahan majosi yani atish paraston apney gunahon ki ki saza payien gay)
(6).............jaheem..........(iss tabkay mein mushrakken ko azab diya jaye ga)
(7)...............badeyah..........(iss tabkay mein munfakeen ko azab diya jaye ga)

Thursday 13 June 2013

bhetrren rahnamiye

abu mohammed hareri bayan kartay hain kay hazrat junaid baghdadi ki wafaat kay waqat mein un kay pass mujad tha yeh jumay ka din tha ,aur wo quran haqeem ki tilawat farma rahey thay ,mein nay kha " sheikh!kuch apni jaan kay sath narmi ka mamla kijeye ga "hazrat junaid baghdadi nay jawab diya             "abu mohammed! kaya iss waqat qpp ko koi aisa shkash nazar aata hai jo iss ebadaat ka mujh say zada zuraurat mand ho ,wo dekho mera emaal nama lapat raha hai...................
wafaat say kabil hazrat junaid baghdadi nay nashit farmiye kay meri taraf jitni ilm ki batien mansoob hain aur logo nay nay unhay likh liya hai wo sab dafan kar di jaye logon nay iski waja pochi tu  jawab diya kay jab logon kay pass nabi kareeem(s.a.w)ki hadees ka ilm majood hai tu phir meri kawaish  yeh hai allah syy meri mulakaat iss halat mein ho kay kay mein nay apni taraff koi cheez mansoob koi chees na chori ho .......
wafat kay baad jafaar khaldi nay hazrat junaid baghdadi ko khawb dekha tu pucha"allah nay pp kay sth kaisa mamla kiya! "hazrat junaid baghdadi nay jawab diya "wo isharay khatam hoye,wo ebratien gaib ho gayi  
wo alom fana hogaye,wo nakosh mit gaye,aur humay nafa punchaya tu chand rakaton nay jo hum sehri kay waqt parh liya kartien thay........(tarikh,az khateeb baghdadi)

bhetreen elaj

makha makarma ki fatha kay baad hazrat saad bin abi waqas (r.a) aleel hoye tu haris bin kalda hakeem nay un kay liye "farisa" tayarr karnay ki hadayaat ki jiss mein khujoor,jo ka dalya,aur methi pani ubaal kar aur us mein shahad mila kar mareez ko nihar mounh garm garm pilaya jata jata hai tah ......................................
yeh nuksha nabi kareem(s.a.w)  ki kidmat mein paish kiya gaya tu app (s.a.w) nay ussay bhut passand farmay aur mareez ko shafa ho gayi............
mahdasseen nay likha hai kay iss amzay mein khujoor yaa injeer  bhi shamil ki jaa sakti hai,magar dono ki shamoliat  iss liye mumkin nahi kay nabi kareem (s.a.w) nay khujoor aur injeer ko ek hi nukshay mein jama kardenay ki mamanat famayi hai ,ek aur rawiyat kay mutabik  iss nukshay mein malihati bhi thi....(zadalmad)

Sunday 9 June 2013

SHABAN(MONTH)

              In The name of Allah,The Most Merciful,The Most gracious
وجہ تسمہ اس مہینہ کی حدیث میں یھ یی ہے کے حضرت محمّد  نے فرمایا کے تم جانتے ہو کے شعبان کو شبنک کا نام کیوں دیا دیا گیا ہے ،شبہ نے ارض کیا کے الله کے رسول جانتے ہوں گے ،حضرت محمّد نے کہا کے اسس میں نکیاں بہت ہے اسس واسطے اسس کا نام شعبان ہے (تفہ مسلممین) میں آہی کے جب سرور کینٹ معرض کو تحریف لے گئے تو الله سے ارض کیا کے تنے موسیٰ کو شعبان عنایت فرماے مارے تبین کیا کیا الله نے فرمایا تجھے شعبان چناچہ شعبان جادو گرو کے سحر مم مطیع شعبان تیری امہات کے گنہو کو مٹا دے گا .حدیث میں یا کے شعبان میرا مہینہ ہے جیسس شکس نے بزرگی کی مرے مہینے کی بزرگی کی مرے حکم کے بعد جیسس نے بزرگی کی مرے  حکم کی دگلل ہو گا.جنّت میں  ال قرآن الداراج میں سٹور  رکعت ہے کے شعبان کی پھیلی رات کو چار رکعت پرہے ہر رٹ پرہے کے بعد صراط ا اخلاص ٧٠ ستر بار پرہے الله تللہ اس کے عمال میں ستتر  ہزار برس کی عبادات لکھے گا عفان  پھیلی رات کو جو کوئی چار رکعت  پرہے ہر میں سجادہ صراط ا فاتحہ اور صراط صورت  اخلاص  سات  مرتبہ  لکھا جاتا ہے اس کے لیا ٧٠ ستر ہزار کی عبادات کے ثواب  لکھا جاتا ہے 

Hazrat Usman Ghani (R.A) quotes in english

                                              *Hazrat Usman ghani(R.A) said*
You will never not be conscious of the reality of faith till(the)love of God is held dearer then the passion to acquire wealth.

                                                *Hazrat Usman ghani(R.A) said*
The highest degree in faith is that you will always regards yourself  in the presence of God.

HAZRAT USMAN GHANI KAY AQWAAL














HAZRAT ALI KAY AQWAAL

















Saturday 8 June 2013

hazrat umer farroq kay aqwaal


















elaj

hazrat abduulah bin abbas say marwi hai kay hazrat mohammad s.a.w nay farmaya:''tarbooz khana bhi hai aur pina bhi,yeh masanay ko dho kar saaf kar deta hai,pet ko saff karta hai,kowate ba mein ezaffa karta hai,cheray ko nikharta hai,aur jism say  ger zaroori thandak ko khatam hai(masand firdoos)

hazrat abu bakar siddique kay aqwaal

















ISLAMIC BATIEN IN URDU