Wednesday 13 November 2013

hadith sharif S.A.W

Hadith  Sharif S.A.W :

Hadees sharif mein hai kay bhetar dua Quran Pak hai (ibn maja)iss hades say Quran pak bhetar dua aur asli ilaj hona maliom hoya 

Hadees mein hai kay tum do safoayon ko lazam kar lo shahd(honey)  aur Quran  (ibn na maja )
YAHAN SAY TAB JASMANI SAY ILAJ KA JAIZA HONA SABIT HOYA AUR BHUT DUYAEIN HADEES MEIN WARAD HOYI HAIN MAGAR DUA SAY ILAJ KARANA KAM DARJA HAI ISI WASATY PHELAY SHAHD KA LAWAZ HAI

phelay irshad farmaya ta kay taraki ho udni say ala ki taraf

abu abaid nay talha bin masraf say rawayat ki hai kay kaha jata kay jab quran paraha jata hai mareez kay pass tu baimari mein tankhaff hojati hai (tafasser al takan)

ek marad nay hazrat mohammed s.a.w say halaq kay darad ki shakayat ki ap s.a.w nay farmaya kay tu quran ki talawat lazmi kar lay (iss hadees ko bahyaqai nay shoaib al aiman main wasla bin al saqa say rawayat kiya hai hai araz yah hai kay darud talawat quran say jata rahey ga)

ibn mardua nay abi syed khadri r.a. say rawayat ki hai kay ek shakas nabi kareem s.a.w ki khidmat mein hazir hoya aur ataz kiya kay ya rasool s.a w meray sinay mein dard hai farmaya quran majeed kio telawat kar allah farmata hai kay yeh quran shafa hai in mareezon kay liye jin kay sinay mein dard hai (atakaan)

hadees mei n hai kay surat fatiha shafa `hai har maraz ki sawaye maut kay(akraja al halfi  fawaeed kazni al takan)

hadees mein hai kay surat fatiha shafa hai zehar say (akraja al bakyazhi ) matlab yeh kay surat fathai kay parhanay say zehar ka asar jata hai

hadees mein hai kay jab tu apna phalo bechwanay par rakhata hai (yani sonay ko letay) aur surat fathia aur surat ikhlas parh lay tu be shak tu aman mein hogaya har cheez say saway maut kay(akraja albna man hadees anas kazakal alam alsatui)

hadees mein hai kay jis gahar mein surat bakar parhi jati hai us gahar mein shaitan dakhil nhi hota.(muslim)




No comments:

Post a Comment