Friday 17 May 2013

my islam

Lambi Umeedo'n Se Perhaiz Kiya Karo
Lambi umeedoon se perhaiz kia karo, kyon ke yeh dosri naimtoon ko Tumhari nazar mai haqeer bana deti hain aur tum unki shukar guzari nahi kertay.
You might also like:
Muhabbat sab se karo magar aitabar chand logon par
Jo shaks apney khuloos ki kasmein khaye us par aitbar na ...
Uss Munh (Mouth) Se Maango Jis Se Tu Ne GNUAH Na Kiya Ho
Never Say About Anything: I Shall Do This Tomorrow, Say ..
ALLAH Ke Khouf Se Aik GUNAH Chohdhna Laakh Tahajjud Or Nafli Namaz Se Behtar
ALLAH ke khouf se sirf aik gunah chohdh dena lakh tahajud or nafli namaz se bardh kar hai.
You might also like:
Jis GUNAH Se
Muhabbat sab se karo magar aitabar chand logon par
Jo 5 wakat namaz perdhta hai wo ALLAH ki hifazat mai hai
Uss Munh (Mouth) Se Maango Jis Se Tu Ne GNUAH Na Kiya Ho

Zuban Ki Taizi MAA'N Par Mat Aazmao
‘Apni Zuban ki Tezi us MAA'N (MOTHER) Par mat Azmao, jis nay tumhe bolna sikhaya.
You might also like:
Muhabbat sab se karo magar aitabar chand logon par
Jo shaks apney khuloos ki kasmein khaye us par aitbar na karo
NAFS Par Qaabu Rakhney Ki Ehmiat
Lambi Umeedo'n Se Perhaiz Kiya Karo
LinkWithin
Posted by Life Of Muslim at 1/24/2011 0 comments
Labels: Islamic Quotes (Urdu)
Tuesday, January 18, 2011
Musalmaan Par Musalmaan Ke Panch HAQ
Musalmaan par Musalmaan ke Panch (Five) Haq hain:

1) Salaam ka jawab dena.
2) Mareez ki Eeyadat karna .
3) Janazeh ke hamrah jana.
4) Dawat qabool kerna.
5) Cheheink ka Jawab dena.
You might also like:
Muhabbat sab se karo magar aitabar chand logon par
Jo shaks apney khuloos ki kasmein khaye us par aitbar na karo
NAFS Par Qaabu Rakhney Ki Ehmiat
Zuban Ki Taizi MAA'N Par Mat Aazm
SABAR Ki 2 Soortain
SABAR

Sabar Ki 2 Soortain Hain :

1) Jo Na Pasand Ho Usay Bardasht Karna.
2) Jo Pasand Ho Uss Ka Intezaar Karna.
You might also like:
Jo shaks apney khuloos ki kasmein khaye us par aitbar na ...
Never Say About Anything: I Shall Do This Tomorrow, Say ...
ALLAH Ki Talash
Muhabbat sab se karo magar aitabar chand logon par

Jis GUNAH Se
Jis Gunah Se Umar Kam Hoti Hai, Wo Rishtadaroon Se Badsalooki Hai

Jis Gunah Se Insaan Par Lanat Hoti Hy, Wo Jhoot Hai

Jis Gunah Se Pakar Aati Hy, Wo Zulam Hai

Jis Gunah Se Rizzaq Band Ho Jata Hai, Wo Zana Hai

Jis Gunah Par Pardah Faash Ho Jata Hai,Wo Nasha Hai

Jis Gunah Se Chupna,Faraar Hona Parta Hai,Wo (Qatal) Hai

Jis Gunah Se Namtoon Ko Zawaal Aata Hai Wo Takabbar Hai.
Posted by Life Of Muslim at 1/05/2011 0 comments
Labels: Islamic Quotes (Urdu)
Monday, January 3, 2011
Uss Munh (Mouth) Se Maango Jis Se Tu Ne GNUAH Na Kiya Ho
ALLAH ne Hazrat Musa (A.S.) se farmaya :

“Mujh se us munh (Mouth) se mang jis se tu ne gunah na kiya ho”.

Hazrat Musa (A.S) ne arz kiya:
“Ya Elahi! Main wo munh (mouth) kahan se laun?

ALLAH ne farmaya:
“Auron se dua karwa ... Kyun ke un ke munh (Mouth) se toh tu ne gunah nahi kiya hai.

3 Mawaqey Pe DUA Radd Nai Hoti



Jab Ye teen (3) Kefiyaten (Situations) Paida Hon To Foran DUA Mango is Waqt DUA Radd Nahi Hoti

1) Jab Jism Kaanp Uthay

2) Dil Me Khoof Aa Jae

3) Ankhon Se Ansu Jarri Hon
Kamyab Zindagi Ke Liye 3 Cheezeon Ko Apnaao
"Kamyab zindagi ke liye 3 cheezon ko apni zindagi ka hisa bana le :

1) JAB JAB TOFIEEQ HO TO KISI BOOKHEY KO KHANA KHILAIEN.

2) Surah Muzammal rozana parien or apney liey dua mangien.

3) Jab khana kha rahey hon to jo zara zara mamooli sa khana neechey girey usey uthaien or Bismillah parrd ker kha lien.
(khiaal rakhien jitney zarey neechey girien gey utney hi hamarey rizq mai kami hoti jaien gi).
ALLAH Ki Talash
Agar Tumhai’n Yaqeen Ho Jaye ke Tumhara RIZQ ALLAH ke Paas Hey Tou Phir RIZQ Ki Talash Na Kro Bal ke ALLAH Ki Talash Kro Jis Ke Paas Tumhara RIZQ Hy.

No comments:

Post a Comment