makha makarma ki fatha kay baad hazrat saad bin abi waqas (r.a) aleel hoye tu haris bin kalda hakeem nay un kay liye "farisa" tayarr karnay ki hadayaat ki jiss mein khujoor,jo ka dalya,aur methi pani ubaal kar aur us mein shahad mila kar mareez ko nihar mounh garm garm pilaya jata jata hai tah ......................................
yeh nuksha nabi kareem(s.a.w) ki kidmat mein paish kiya gaya tu app (s.a.w) nay ussay bhut passand farmay aur mareez ko shafa ho gayi............
mahdasseen nay likha hai kay iss amzay mein khujoor yaa injeer bhi shamil ki jaa sakti hai,magar dono ki shamoliat iss liye mumkin nahi kay nabi kareem (s.a.w) nay khujoor aur injeer ko ek hi nukshay mein jama kardenay ki mamanat famayi hai ,ek aur rawiyat kay mutabik iss nukshay mein malihati bhi thi....(zadalmad)

No comments:
Post a Comment