Friday 14 June 2013

bhetrren malomat(jahanom)


                                                 Duzkh kay  tabaakat   

jiss tarah janat kay darjaat hotey hain issi tarah duzkh kay tabkaat bhi hain.jinn mein kam yaa zada azzab hai ur inn mein har kum kay gunhaoon kay mutabik unhayy aleda aleda dakhil kiya jaye gaa duzkihoon kay liye inn tabkaat mein tarah tarah kay azhab hon gay........baz afrad amm tur per duzakh aur jahnam ko hum minay alfaaz samjha tay hain ,magar jahanam darsall duzkh kay hi satth tabakat mein say ek tabaka hai .........duzkh kay saayh tabakat kay naam aur us kay makino ki tafeel mahdseen nay iss tarah bayan ki hai ..........
(1)..........jahanam.............(yahan  guna ghar mauslam jab tak allah chain gay apnne gunhano kay mufaiq azab payien gay)
(2)...........lazi............(iss tabkay mein nasari ko azab diya jaye ga)
(3)...........hutammah.............(iss tabkay mein yahood ko azab diya jayee ga)
(4)...........saheyeer..........(yahan "sabi" yani sitara parst apney kartoton ki saza bhugatien gay)
(5)...........saqar.............(yahan majosi yani atish paraston apney gunahon ki ki saza payien gay)
(6).............jaheem..........(iss tabkay mein mushrakken ko azab diya jaye ga)
(7)...............badeyah..........(iss tabkay mein munfakeen ko azab diya jaye ga)

No comments:

Post a Comment